歌词
Shor main, chup hun khara main,
Koi na mujhe yahan, ab sunay...
Bheer main, tham sa gaya main,
Koi na mujhy yahan, ab samjhay...
Chorr k aya hun wo sheher
Jahan poochta na tha koi mujhy
Aaa-aa-a-aaaawaz
Aaa-aa-a-aaaawaz
Khwahishon ki qaid ne sikhaya hy,
Zindagi main yeh hi,
K namumkin nahin hain wo khwab,
Jo dekhay thay kabhi!
Aya hun dil jeetnay yahan,
Sun lo meri AWAZ!
Aaa-aa-a-aaaawaz
Aaa-aa-a-aaaawaz
-- Outro --