歌词
Bhoolun jo tumhein mein kabhi
Tu mujhko sazaa dena
Chahun tumko kitna
Hai tumko bata dena
O rahein mushkil ho yaan ho aasan
Raas aata mujhe na yeh jahan
Ab tu hi dikhe har jagah
Jo tu na hota
To kya hota
Is duniya mein mera na koi hota
Jo tu na hota
To kya hota
Is bheedh mein main bhi kahin gum hota
Ooo
Oooo