歌词

Sez on the Beat (bang it)

(Hey, ho) kya hai tera naam? Kya teri pehechaan?
(Hey, ho) kya hai teri kaum? Tu kiski santaan?
(Hey, ho) na tu Shah Rukh Khan hai, na hi Salman
(Hey, ho) tujh jaise yahan dhool hain, ye registaan
(Hey) tujh jaise yahan dhool hain, ye registaan

歌词在下面...

不想看到广告?马上升级

(Hey, ho) Ganga-Ganga, Gangadhar hi Shaktiman
(Hey, ho) Ganga-Ganga, Gangadhar hi Shaktiman

Chal kat, chal kat, chal kat, chal

Tu kuch bhi kha
Ya kahin bhi jaa
Tujhko mujhse kya?
Main Gangadhar, jhatt se Shaktiman

Hai bas party ka
Kis jaati ka, na kis maati ka
Hai bana tu, chal-chal fauran chal
Ya doon form bhar tera

Fa-fa-fa-fa, faatak band
Chhole tu kulcha jaayega, kar natak band
Chal chaat ab kam
Hoga tu bully fir bolega dono ko "jahapanaa"

Jahan par hum aati kam baas, ye jo daale gandh
Upar hum kaafi, kya bhidenge balak ab
Zone aisa pipe se kheencha, jo Popoye ne palak ab
Hey, aisa bhi waqt tha jab

Sikke nahi the, diya Dilbagh se tha hota yahan toss
Are, devi ji
Ab game kare toss
Poora game on lock poora, haan
Are, devi ji

Tu halwa hai sooji ka
Main dekhoon, teri soojhi padi
Kya main aake karoon teri soul theek?
Jaise mera mochi naam hai
Up karu zip, flip maaru, jaise Honda kare Kochikame

(Hey, ho) kya hai tera naam? Kya teri pehechaan?
(Hey, ho) kya hai teri kaum? Tu kiski santaan?
(Hey, ho) na tu Shah Rukh Khan hai, na hi Salman
(Hey, ho) tujh jaise yahan dhool hain, ye registaan
(Hey) tujh jaise yahan dhool hain, ye registaan

(Hey, ho) Ganga-Ganga, Gangadhar hi Shaktiman
(Hey, ho) Ganga-Ganga, Gangadhar hi Shaktiman

Chal kat, chal kat, chal kat, chal

Gaana kare khoob bang
Chala tu - baja
Main bana Liu Kang
Jala tu bhainkar hi

Haan, main hoon kaim bada
In bhaiyo ko doon bhain bana
Tera new plan bana, woo!
Ab bass bajne do

Rehne de, pehle to bheje ko thanda rakh
Dene ko danda rakh (yah)

Kehna hai keh le par, haan
Haatho ke aage katori me chanda rakh, kya?
Kyonki ye seekh hai, bheekh hai
Muh kholo utna hi, jitni tameez hai (yah)
Hum badtameez hain, faadenge moo, tu ukhaadega kya be khabees ke?

Jaane kyu jee mein tu Kilvish hai paale
Kya party yahan hogi Mulayam?
Bajta reh, bajta reh, bajta
Andhere ko rehene de kayam

Ganga, Shakti, Ganga
Are, devi ji
Ganga, Shakti, Ganga
Are, devi ji

Tali bala Seedhe Maut ki badaulat
Pade deni seedhe bohot
Na ye naubat aane deni thi
Yah, woo, brrraah

(Hey) kya hai tera naam? Kya teri pehechaan?
(Hey, ho) kya hai teri kaum? Tu kiski santaan?
(Hey, ho) na tu Shah Rukh Khan hai, na hi Salman
(Hey, ho) tujh jaise yahan dhool hain, ye registaan
(Hey) tujh jaise yahan dhool hain, ye registaan

(Hey, ho) Ganga-Ganga, Gangadhar hi Shaktiman
(Hey, ho) Ganga-Ganga, Gangadhar hi Shaktiman

Chal kat, chal kat, chal kat, chal

Writer(s): Sajeel Kapoor, Abhijay Negi, Siddhant Sharma

不想看到广告?马上升级

相似单曲

API Calls

从 Spotify 记录音乐?

将您的 Spotify 帐户连接到您的 Last.fm 帐户,通过任何设备或平台上的任何 Spotify 应用记录您所听的一切内容。

连接到 Spotify

关闭