歌词
Dekha tujhe to hawa
Hawa main deewaana
Dekh ke aisa laga
Laga saathi purana
Hue begaane kyon?
Hue anjane kyon?
Dekha tujhe to hawa
Hawa main deewaana
Ek rasta meraa, ek rasta teraa
Hai dono kii manzil judaa
Hum do hum safar, hum do ajanabee
Hum dono kaa ek khuda
Hue begaane kyon?
Hue anjane kyon?
Dekha tujhe to hawa
Hawa main deewaana
Dekh ke aisa laga
Laga saathi purana
Rangon main to, khwaabon main to
Pholon main to hai chupa
Jangle main to, sahara main to
Nazaron main to hai basaa
Hue begaane kyon?
Hue anjane kyon?
Dekha tujhe to hawa
Hawa main deewaana
Dekh ke aisa laga
Laga saathi purana
Hue begaane kyon?
Hue anjane kyon?
Hue begaane kyon?
Hue-